Friday 24 April 2015

ISIL KI HISTORY PART 03 :- KAB AUR KESE BANAA ISIL?

1999 me Abu Musab Al Zarwai ke zariye Jamaat Al Tawhid Wa Al Jehadi Ke Naam Se Yeh Atanki Group Ki Shuruat Hona Shuru Hui. 2004 October me ye Al Qaida ke Saat mil Ke Baad 13 October 2006 ko inhone Declare kiya. Iraq me 8 April 2013 ko inhone ye bhi declare kiya ke yeh kayi City aur States inke Under me chalte he. 3 February 2014 me ye Al Qaeda se Alag hue. 29 June 2014 me Inhone "KHILAFAT" ka Elaan kardiya. 13 November 2014 me inhone Elaan karte hue bataya ke yeh Libya, Egypt, Algeria, Saudi Arabia, Yemen, Afghanistan, aur Pakistan me bhi Maujud Hai. Ab Kal Aapko Is Topic Ke Baare Me Batayege 👇 PART :- 4⃣ 4⃣ SYRIA KI JUNG :- FOR PART :- 1⃣ VISIT ON TOPIC :- ISIL KIYA HAI. http://jafferynews.blogspot.com/2015/04/isil-ki-history-khaas-jankari.html FOR PART 2⃣ VISIT ON TOPIC :- ISIL KE LEADERS KON KON HAI. http://jafferynews.blogspot.com/2015/04/isil-ki-history-part-02.html FOR REFERENCE http://en.m.wikipedia.org/wiki/Islamic_State_of_Iraq_and_the_Levant JAFFERY NEWS 📃 ➡ Like and share www.facebook.com/jafferynews

No comments:

Post a Comment