Monday, 27 April 2015

ISIL KI HISTORY PART :- 6

06 : ISIL KE KON KON SUPPORTERS HAI. UN ki 2015 ki Report ke Mutaabik inme 22 Hazaar (22,000) se zyada Videshi (Foreigners) Atanki hai jo kai sau desh se aayein Syria Aur Iraq me. Syria aur Iraq Ek Atanki school ke manind bangya hai. 2014 ke dauran Abu Bakr Al Baghdadi ne Naara diya tha ke "Musalmaano Tezi Se Aao Apne Desh Me" jo Internet par tezi se fela aur kayi log Is jhehalat me pohach gaye. Aur iske Elaava kayi sau groups aur Desh jisme Turkey jo Syria aur Iraq ke padhosi mulko me se he unki Goverment aur kai log ISIL ko Support karte he. Arab desh isey Rupiyo se Help karta he. Ab Kehna yeh bhi he ke Syrian Goverment bhi ISIL ka Support kerahi hai kyu ISIL ne Syria ke "Free Syrian Army" aur in jese kai alag alag atanki Groupo ko maar giraya hai. Abu Yusuf Jo ISIL ka Commander hai, uske August 2014 ke Bayaan ke mutabik "Free Syrian Army" ke kayi Atanki jo "USA, UAE, TURKEY" jese desho ke dwara Train kiye gye he wo ISIL me join hue he. 10 Desh jinme "Turkey, Saudi Arab, Russia, Jordan, Morocco, France, Tunisia, Lebanon, Germany, aur United Kingdom" me se aayein hue atanki sabse zyada he. InshaAllah Ab Kal Aapko Is Topic Ka Last Part Batayege PART  
ISIL KE PASS KESE AUR KON KON SE HATHIYAAR HAI. For Reference http://en.m.wikipedia.org/wiki/Islamic_State_of_Iraq_and_the_Levant  
JAFFERY NEWS Like and share www.facebook.com/jafferynews

No comments:

Post a Comment