Iraq Me Aatankwadi Attack Me Marne Walo Ki Tadat Badhakar 112 Ho Gayi Hai.
Sky News Ke Mutabik Iraq Ki Capital Baghdad Ke Nazdik Situated Sadr City Me Thursday Ko Hone Wale Truck Bomb Blast Me Kam Se Kam 77 Log Maare Gaye Aur 200 Se Zada Zakhmi Ho Gaye. Isse Phehle Halak Hone Wale Ki Tadat 60 Batayi Gayi Thi.
Issi Tarha Eastern Baghdad Ke Ulva Al-jameela Area Me Ek Dusre Truck Bomb Blast Me Kam Se Kam 35 Log Halak Ho Gaye Jabki 107 Dusre Zakhmi Ho Gaye.
Surveys Me Bataya Gaya Hai Ki 2015 Peechle 10 Saal Ke Dauran Ziyada Blood-Stained Saal Raha Jisme 8 Month Ke Dauran Ab Tak 11,000 Iraq, Aatankwadi Attack Me Maare Ja Chuke Hai. Kuch Experts Ka Kehna Hai Ki Isska Main Reason, Iraq Ki Army Aur Waha Ke Volunteers Ke Mukable Me Aatankwadiyo Ko Milne Wali Haar Hai. Issi Haar Se Bukhlaye Aatankwadi Hadsha Me Aatankwadi Karyavahi Kar Rahe Hai Aur Common Citizens Ko Target Bana Rahe Hai.
Udhar Iran Ke Foreign Minister Ne Iraq Me Hone Wale Aattanki Hamlo Ki Strict Words Me Mazammat Ki Hai. Marjia Afkhm Ne Iraq Me Aatankiyo Ke Bahdte Zulm Par Chinta Jatate Hue International Community Se Aatankwad Se Rising Conflict Ki Appeal Ki Hai.
Dusri Aur Iraq Ke Prime Minister Ne Al-ambar Province Ka Daura Kiya Hai Jaha Par Aatankwadiyo Ke Saath Army Ki Serious Clashes Chal Rahi Hai. Haidar Al-abadi Ne Apne Iss Tour Ke Dauran Habania Clashes Me Halhi Changes Ki Samiksha Ki.
For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/77649
No comments:
Post a Comment