Imam Kazim (as) Farmate Hai :-
Agar waajib Namazo’n ko Awwal waqt mein aadab aur sharaait ke saath padha jaaye to jis tarah jab darakht ki tehni todi jaaye to oos se umda khushboo nikalti hai, is tarah is Namaz se oos se bhi umda khushboo aati hai. Lihaza, tum par zaruri hai ke awwal e waqt mein Namaz adaa karo.
(Sawaabul Aamaal, p79)
No comments:
Post a Comment