Yemen Ke Ansarullah Movement Ne Kaha Hai Ki Wo September 2014 Ke Shanti Samjhote Ke Tahat Apne Control Wale Area Se Peeche Hatne Ke Liye Tayaar Hai.
Mili Hui Report Ke Mutabik, Yemen Ke Ansarullah Movement Ki Political Council Ke Member Mohammed Al-bukhati Ne September 2014 Ke Shanti Samjhote Ke Tahat Piche Hatne Ke Saath Hi Sabhi Government Members Me Apni Bhagidari Par Force Diya Hai. Unhone Yemen Ke Farari Former President Abad Rabboh Mansour Hadi Ki Government Ke America Aur Saudi Arab Ke Dabab Me Aane Par Khed Jataya.
Mohammed Al-bukhati Ne Kaha Ki Yemen Ke Problems Ke Hal Ke Liye Zaruri Hai Ki Iss Desh Me General Election Ho Aur Sabhi Dalo Ki Bhagidari Se Government Ka Organization Ho. Iss Ke Saath Yemen Ke Ansarullah Movement Ne Iss Baat Par Bhi Force Diya Hai Ki Yemen Ke Sabhi Group Ke Hathiyaar Rakhne Ki Halat Me Wo Bhi Hathiyaar Rakhne Ke Liye Tayaar Hai.
Yemen Me Clashes Aur Ansarullah Movement Ke Workers Daura Government Center Par Control Ke Baad September 2014 Me Shanti Samjhota Hua Tha. Yemen Me Ceasefire Implemented Lagu Hona, New Government Ka Organization, Fuel Ki Price Me Kami Aur Capital Sanaa Me Dharan Protest Ka Khatam Hona Iss Samjohte Ke Article Me Shamil Hai.
For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/77553
No comments:
Post a Comment