Duniya Bhar Ke Muslims Ke Bich Fasad Rakhne Aur Islam Ke Dusre Rules Ko Todne Walo Per Kafir Batane Wali Radical Ideology Wahabiyat Aur Salfiwad Ka Centre Samje Jaane Wale Saudi Arab Ke Ek Diplomat Ne Iraq Ke Ek Bade Shia Ulema Ki Taarif Ki Hai.
Baghdad Me Saudi Arab Ke Ambassador Samir Al-Sabhan Ne Iraq Ke Shia Religious Leader Aytullah Saiyyad Hussain Sadra Ki Taarif Karte Hue Kaha Hai Ki Woh Ethics Aur Human Properties Ka Symbol Hai.
Noticeable Hai Ki Shia Scholar Ki Ek Non-Shia Dwara Taarif Koi Nayi Baat Nahi Hai, Lekin Haal-Hi Me Faasi Ke Naam Per Saudi Arab Ke Bade Shia Ulema Sheikh Bakir Al-Nimr Me Saath Kai Senior Sunni Muslim Religious Leader Ki Hatya Aur Middle East Me Communal Ko Hawa Dene Wale Ale Saud Regime Ke Kisi Officials Dwara Yeh Step Asamanya Mana Jaayega.
Haal Hi Me Saudi Ambassador Ne Aytullah Sadra Se Mulaqat Ki Thi Aur Baghdad Me Saudi Embassy Ke Re-opening Per Unka Shukriya Ada Kiya Tha.
For Reference.
http://parstoday.com/hi/news/middle_east-i11623
No comments:
Post a Comment