Monday 23 March 2015

SHAHADATE J. FATEMATUZ ZEHRA ( S.A. )

3rd MAH-E-JAMADI-UL-AKHAR  ( 2nd RIWAYAT ) 1436 A.H. – Shahadat-e-Janabe Fatematuz Zehra (s.a.) ke mauke par Imam-e-Zamana (atfs.) ki khidmat mein taaziyat pesh karte hai.

Name: Fatema
Title: Zehra , Raaziyah , Marziyyah , Siddeeqah Tahera , Azra , Batool Mubarekah Zakiyyah , Muhaddesah
Kunyat: Ummul-Aimmah ,Umme-Abeeha Sayyedatun-Nesayil-Alameen etc.
Father’s name: Hazrat Muhammad Mustafa S.A.W
Mother’s name: Janabe Khadijat-ul-Kubra
Born: 20th Jamadi-ul-Akhar,5th of B’esat
Shahadat: 14th Mah-e-Jamadi-ul Awwal & (2nd Riwayat) 3rd Jamadi-ul-Akhar,11 A.H
Buried: In  Madina

LIFE HISTORY OF JANABE FATEMATUZ ZEHA (S.A.)

Aap H.Rasule Khuda (s.a.w.s.) ki dukhtar thi,
Aap ki waleda ka naam Janabe Khadija tha.
Hazrat Mohammad ko nabuwat milne ke baad 5 we saal Makka mein aapki wiladat huwi, Jamadi-ul-Aakhar ki 20 wi tarikh, aapka lakab Zehra tha aur Kuniyat “Umme Abiha” (Yane aapne baap ki Maa) Hazrat Rasule Khuda (s.a.w.s.) aapko pyaarse “Maa” kehkar bulate the. Isi bina paar aapka naam “Umme Abiha” mashoor ho gaya, Aapke lakab Raziya, Marziya, Zaqqiya, Taahera, waigarah the, Aapke shawhar Ameerul Momeeneen Hazrat Ali ibne Abi talib the, Aapki  awlaad mein Imam Hasan, Imam Hussain, Janabe Zainab, Janabe Umme Kulsum aur Janabe Mohsin the, (janabe mohsin jo apki shikam me shahid howe) aap Madina mein apne waalid Hazrat Rasule Khuda (s.a.w.s.) ki shahadat ke baad 75 mein deen 14 J. Awwal ko shahadat paaye, aap ka Roza Mubarak Madina mein hai, Aap ki Umr waqte shahadat  18 saal ki thi.

J.Zehra ke upar darwaza girane walon par laanaat beshumar laaaat

JAFFERY NEWS 📃
➡ Like and share
www.facebook.com/jafferynews
www.jafferynews.blogspot.com

No comments:

Post a Comment