Bahrain Ke Main Opposition Party Alvefakh Ne Party Head Ke Khilafi Desh Ki Court Ke Faisle Ko Galat Bataya Hai.
Party Ne Kaha Hai Ki Behraini Public Ka Struggle Jari Rahega Aur Uske Legal Authorities Ko Bhi Thande Baste Me Nahi Dala Jayega. Alvefakh Ne Tuesday Ko Ek Statement Jari Karke Kaha Hai Ki Behraini Public Ki Legal Demand Me Koi Change Nahi Hoga, National Struggle Se Peche Nahi Hatega Aur Log Apne Gharo Me Nahi Baithenge Aur Apni Demand Ko Har Stage Par Uthathe Rahenge.
Alvefakh Ke Statement Me Aaya Hai Ki Court Ka Ye Faisla Galat Hai Aur United Nation Ki Human Rights, Amnesty International Jaisi Bahut Si International Organisation Ke Mutabik Jinhone Sheikh Salman Sb. Ki Giraftari Aur Un Par Chalaye Jane Wale Mukadme Ki Samiksha Ki, Court Ka Faisla Illegal Aur Non Sentence Zaruri Nahi Hai.
Malum Rahe Ki Bhraini Ki Ek Court Ne Sheikh Ali Salman Ko 4 Saal Ki Saza Sunayi Hai. Sheikh Ali Salman Behraini Ki Public Ki Demand Ko Shanti Se Alag-Alag Stage Par Rakhte Rahe Hai Aur Isliye Bhraini Ke Security Official Ne Security Halat Ko Bang Karne Ke Ilzam Me Unhe Giraftar Kiya Hai.
WE PROTEST AGAINST BEHRAIN GOVERNMENT ORDER
For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/75560
No comments:
Post a Comment