Sunday 28 June 2015

TUNISIA ME ALERT, 80 MASJIDE BAND KARNE KA ORDER.

Tunisia Ki Government Ne Iss Desh Me Ki Jane Wali Aatankwadi Karyavahi Ke Baad Extremist Ke Khilaf Operation Tez Kar Diya Hai. Iss Aatankwadi Karyavahi Me 39 Log Maare Gaye Jinme Zada Kar Foreigners The.

Iss Bich Tunisia Ke Prime Minister Ne Kaha Hai Ki Pure Week Ke Andar Unn 80 Masjido Ko Band Kar Diya Jayega Jo Government Ke Control Se Bhara Hai. Habib Assad Ne Kaha Ki Ye Group Jo Desh Ke Constitution Ke Khilaf Plans Karenge Unko Khilaf Karyavahi Ki Jayegi. Iss Se Phehle Phechle Saal Bhi Tunisia Ki Government Ne 21 Masjide Band Karva Di Thi.

Maan Na Hai Ki Friday Ko Tunisia Ke Sus City Me Ek Hotel Par Aatankwadi Ne Attack Kar Diya Tha Jisme 39 Log Maare Gaye Aur 37 Zakhmi Ho Gaye. Aatankwadi Group ISIL Ne Iss Attack Ki Jimedari Accept Ki Hai. Dhayan Rahe Hai Ki 2011 Se Shuru Hue Arab Spring Ke Samay Se Tunisia Ko Area Me Democracy Ke Order Ke Rup Me Dhekha Jata Raha Hai.

For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/75959

Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment