Friday 10 July 2015

CHINA YOUTH ME ISLAM KE LIYE BADHTA ATTACHMENT.


Youth China Me Islam Ke Liye Attachment Badh Raha Hai.
China Jaisi Communist Desh Me China Ke Youths Ke Beech Religion, Khaas Kar Islam Ke Liye Ruhani, Tezi Se Badh Raha Hai. Ek Research Me Bataya Gaya Hai Ki China Me 30 Saal Se Kam Umar Ke Logo Me Islam Ke Liye Inclination Badh Raha Hai.
Renmin University Ke National Survey Center Ke Taraf Se Jari 'China Relijn Survey - 2015 Ki Report Ke Mutabik China Me Famous 5 Head Religious Me Islam Ke Anuyai Youth Ki Tadat Tezi Se Badh Rahi Hai. Is Survey Ke Mutabik China Me Islam Religion Manne Walo Me Lagh-Bhag 22.4 Percent Log 30 Saal Se Kam Ki Umar Ke Hai.
Renmin University Ke Professor University Me Buddhist Philosophy Ke School Dedong Ne Bataya Ki Islam, China Me Young Demographics Me Badhat Bana Raha Hai.
Note karne wali baat Hai Ki Government Figures Ke Mutabik China Me Lagh-Bhag 2 Crore Musalman Hai Jabki Independent Sources Ka Kehna Hai Ki China Me Musalmano Ki Tadat Isse Kahi Zyada Hai.
For Reference.http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76407
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment