Saturday 11 July 2015

FRIDAY KI NAMAZ KE LIYE ISRAEL NE LAGAI TERMS AND CONDITIONS.


Israel Ne Holy Ramazan Ke Last Friday Ki Namaz Padne Walo Ke Liye Kuch Sharte Lagai Hai.
Jayoni Government Ke Officials Ne Musalmano Ka Pehle Qibla Masjidul Aksa Me Friday Ki Namaz Padne Walo Ke Liye Kuch Sharto Ki Announcement Ki Hai. Isme Pehli Shart Ye Hai Ki 16 Saal Se Lekar 30 Saal Ke Log Masjidul Aksa Me Friday Ki Namaz, Pad Hi Nahi Sakte. Doosri Shart Ye Hai Ki 30 Years Se 50 Years Ki Age Ke Log Bhi Permission Letter Hone Ki Conditions Me Hi Masjidul Aqsa Me Enter Kar Sakte Hai Agar Nahi Hai To. Unhe Masjid Me Enter Karne Ki Permission Nae Hogi .
Malum Rahe Ki Holy Ramazan Ke Last Friday Ke Din Jhayoni Government Ne Masjidul Aqsa Ko Ek Camp Me Change Kar Diya Hai. Friday Ke Din Per Baittul Muqqadas City Especially Masjidul Aqsa Ki Kadi Security Kar Di Gayi Hai. Masjid Ke Chaaro Aur Bhari Tadat Me Israel Soldiers Tainat Hai.
Israeli Soldiers Thursday Ki Night Se Hi Namaziyo Ko Masjidul Aksa Me Jane Se Rok Rahe Hai. Pichle 3 Friday Me Lakho Ki Tadat Me Palestini Namazi Masjidul Aksa Pahunch The. Ziyada Tadat Ke Dar Se Israel Soldiers Palestini Namaziyo Ko Masjidul Aksa Me Jane Se Rok Kar Rahe Hai.
For Reference. http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76447
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment