Tuesday 25 August 2015

IRAN KI AUR SE YEMEN CITIZENS KI MAADAT JARI.

Yemen Ke War-Ridden Logo Ke Liye Iran, Humanitarian Madad Bhej Raha Hai.

Iran Ki Red Crescent Organization Ke Prabhari Ne Bataya Hai Ki Yemen Ke Rehne Walo Ke Liye Iran Ke Taraf Se Human Lovers Ne Madad Behji Ja Rahi Hai. Mohammed Shahabuddin Muhammad Iraqi Ne Sunday Ko Bataya Ki Ek Ship Ke Madad Se 106 Ton Human Help, Yemen Bheji Ja Rahi Hai. Unhone Kaha Ki Isme Medicines, Aur Medical Equipment Aur Bahut Se Chize Shamil Hai.

Iran Ki Red Crescent Ke Prabhari Ne Kaha Ki Ye Ship, Pichle Week Ke Aakhir Me Southern Iran Ki Red Cross Port Se Oman Ki Taraf Rawana Ho Chuki Hai. Unhone Bataya Hai Ki Ye Ship Agle Week, Oman Ke Solala Port Pahunchenge Jaha Se Red Cross Ki Naukau Ke Taraf Se Iran Ki Human Lovers Madad, Yemen Pahunchai Jayegi.

Ullekhnuye Hai Ki Isse Pehle Bhi Iran, Ship Ke Taraf Se Yemen Ke Zulm Se Junj Rahe Logo Ke Lite Human Help Bhej Chuke Hai.

Dhayan Rahe Ki Saudi Arab Ne 26 March Se Yemen Ke Khilaf Military Karyavahi Shuru Kar Rakhi Hai. Iss Military Karayavahi Me Ab Tak Yemen Ke Hazaro Log Maare Gaye Hai Jinme Bache Aur Mahilaye Bhi Shamil Hai.

For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/78011

Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment