Monday 17 August 2015

K.S.I. JAMAAT MUMBAI KI JANIB SE SUCCESSFULL BACHO KO AWARD SE NAWAZA JANE KA SILSILA.

Khoja Shia Ishna Ashri Jamaat  (Mumbai) Ki Janib Se Kai Saalo Se Ho Rahe Is Silsile Ko Barkarar Rakhte Hue Khoja Shia Ishna Ashri Jamaat Ke Members Ke Students Ke Liye Is Saal Bhi 10th, 12th, Graduation, Aur Post Graduation Jisne Clear Kiya Hai. Un Students Ko Inaam Se Nawaza Jaayega.

Khoja Shia Ishna Ashri Jamaat Ke Memebers Ke Students Ne 10th Aur 12th Me 70% And Above Hasil Kya Hai. Aur Graduation, Post Graduation Me 60% And above Hasil Kya Hai. Unko Sabhi Ko Inaamat se Nawaza Jaayega.

Jin Khoja Shia Ishna Ashri Jamaat Ke Members Ke Students Ko Itna Persentage (%) Hasil Hua Hai. Wo Sub Students Khoja Shia Ishna Ashri Jamaat Office, Khoja Masjid, Dongri Mumbai Me Apni Attachedted Marksheet Ke Saat Apna Photo Jama Karade.

Jama Karane Ki Last date 31st August 2015 hai Aur Ye Programme September Ke First Week Me Hoga.

Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment