Saturday 14 May 2016

ATANKWADI KE SOURCE NE IRAN PER ATANKWADI KE SUPPORT KA ILZAAM LAGAYA.

United Nations Me Saudi Arab Ke Representative Ne Dawa Kiya Hai Ki Unka Country Atankwadi Se Muqable Aur Region Ke Saath duniya Me Shanti Establish Karne Ke Liye Taiyar Hai.

Abdullah Moallemi Ne 12 May Ko Atankwadi Ideology Ke Related Me Security Council Me Organised Hone Wali Meeting Me Dawa Kiya Ki Iran Middle East Region Me Atankwadi Ka Source Hai.

Ye Aise Situation Me Hai Jab Iraq Aur Syria Me Ladne Wale Atankwadiyo Ko Saudi Arab Ka Zabardast Support Mila Hai Aur Saudi Arab Duniya Ke Alag Alag Areas Me Atankwadi Aur Extremist Ideologies Ke Export Ka Source Hai. Daish, Al-Qaida Aur Taliban Jaise Alag Alag Atankwadi Group Ke Central Saudi Commentators Ki Maujudgi Aur Wide Scale Per Dekha Jaa Sakta Hai.

Issi Tarah Har Atankwadi Action Me Ek Saudi Ki Role Ko Puri Tarah Se Dekha Ja Sakta Hai. Issi Tarah Region Me Extremist Aur Atankwadi Elements Ko Saudi Arab Ka Khul Support Mila Hai Aur Isse Related Me Wo Israel, USA, Qatar Aur Turkey Ke Saath Cooperation Kar Raha Hai. Saath Hi Saudi Arab Region Aur Duniya Me Extremist Aur Atankwadi Ideology Ko Failane Ka Source Hai Har Tarah Ki Fasad Ki Jad Ko Wahabi Ideology Me Khojna Chaiye.

Atankwad Ke Source Ke Rup Me Saudi Arab Aise Situation Me Iran Per Atankwad Ke Support Ka Aarop Laga Raha Hai Jab Khud Islamic Republic Iran Peace Aur Security Ke Liye REGIONAL Countries Ke Bich Supportive Important Samajhte Hai Aur Atankwad Se Muqable Ke Saamne Me Woh Syrian Aur Iraq Me In Countries Ki Supporters Ke Saath Constructive Cooperation Kar Raha Hai.

Iran Ke Mutabik Atankwad Ko Ache Aur Bure Me Nahi Divide Kar Sakte Aur Atankwadi Jis Roop Me Bhi Ho Use Pure Tarike Se Tabah Kiya Jana Chaiye Aur Saudi Arab Dwara Atankwadi Group Ka Support Aur Jhayoni Regime Ke Saath Cooperation Ka Atankwad Aur Violence Se Muqable Me Koi Taalmel Nai Hai Kyu Ki Atankwad Aur Jhayoni Regime Khud Fasad  Hai.

For Reference.
http://parstoday.com/hi/news/iran-i11179

Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment