Saudi Arab Ke Shia Ulemao Ne Desh Me Communal Takfiri Style Ki Education Ke Baare Me Warning Di Hai.
Saudi Arab Ke Naba TV Channel Ki Report Ke Mutabik Iss Desh Ke Al-Sharkia Region Ke 2 Shia Ulema Sheikh Abdul Karim Al-jalil Aur Sheikh Mohammed Uzzaj Ne Saudi Arab Me Militants Takfiri Style Se Education Diye Jane Ki Plan Karte Hue Kaha Hai Ki School, College Aur University Ke Students Ke Consensus Muslim Ke Beech Curriculum Issues Ke Adhar Par Hone Chahiye.
Khatif Ke Donno Ulemao Ne Saudi Arab Ke Interior Minister Se Maang Ki Hai Ki Wo Desh Me Communal Ideas Par Aadharit Takfiri Style Ke Consensus Par Fir Se Discuss Kare Aur Uss Par Ban Lagaye. Sheikh Abdul Karim Al-jalil Ne Saudi Arab Me Militant Style Ki Education Ke Dangerous Result Ki Aur Ishara Karte Hue Iss Baat Par Zor Diya Ki Islamic Rules Par Agreed Society Aur National Unity Ki Guarantee Hai.
Dusri Taraf Sheikh Mohammed Uzzaj Ne Saudi Arab Me Prevalent Takfiri Education Style Ko Bharose Aur Unity Ki Azadi Ke Khilaf Bataya Aur Kaha Ki Text Books Me Maujud Islam Ke Khilaf Baato Par Saudi Home Minister Ki Chuppi Is Baat Ki Wajah Hai Ki Saudi Arab Me Shia Musalmano Ke Khilaf Ho Rahi Aatanki Activities Me Desh Ka Regime Bhi Lipt Hai.
Saudi Arab Ke In Dono Shia Religious Leader Ne Desh Ke Schools Me Religious Course Ke Teacher Se Appeal Ki Hai Ki Wo Social Unity Ko Nuksan Pahunchane Wale Bhayanak Aur Andar Ke Jung Chodne Wale Course Me Shamil Books Ko Na Padhaye.
Dhayan Rahe Ki Saudi Arab Ideology Sources Ka Extremist Group Hai Aur Iss Desh Ke Kayi Citizens Iraq, Syria, Lebanon, Yemen Aur Area Ke Dusre Desh Me Hone Wale Aatankwadi Hamlo Me Shamil Hai.
For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/78228
No comments:
Post a Comment