Tuesday 30 June 2015

ISRAIL NE ROKI GAZZA JAANE WALI SHIP KE ZARIYE HUMANITARIAN MADAD.

Israil Ne Gazza Jane Wale Uss Ship Ko Rok Liya Hai Jo Gazza Citizens Ke Liye Humanitarian Madad Lekar Gazza Ja Raha Tha.
Flotila-3 Naam Ke Iss Ship Ko Israil Ke Army Ne Roka Aur Wo Usse Port Ke Yeha Le Gaye. Jhayoni Army Ke Mutabik Sunday Ki Raat Ek Bohout Choti Si Karyavahi Ke Baad Flotila-3 Ko Rok Diya Gaya. Ship Par Bethe 20 Human Rights Karyavahi Ko Inquiry Ke Liye Port Le Jaya Gaya. Inn Logo Ko Israil Ke Ben Goryen Air Ports Se Bhej Diya Jayega.
Dhayan Rahe Ki Gazza Encirclement Ko Khatam Karne Ke Irradey Se Thursday Ko Yunan Se Ek Ship Gazza Rawana Hua Tha. Iss Ship Par Relif Ki Cheeze Aur Kayi Human Rights Karyavahi Sawar The.
Malum Hai Ki Israil Ne 2007 Se Gazza Ka Encirclement Kar Rahe Hai Jiske Karan Gazza Ko Horrible Human Tragedy Ka Samna Hai.
For Reference. http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76042
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment