Saturday 25 July 2015

BAHRAIN ME PROTEST KI NAYI LAHAR.

Bahrain Me City Aur Gao Me 14 February Ko Young Revolutionary Alliance Ki Koshiso Se Iss Desh Me Al-Khalifa Shasan Ke Dusro Ke Khilaf Protest Ki Nayi Lahar Fir Se Shuru Ho Gayi Hai. 14 February Young Revolutionary Alliance 'Bahrain Kaidi Saptha' Mana Raha Hai.

Iss Mauke Par Bahrain Ke Alag-Alag Area Me Iss Desh Ke Political Members Ke Support Se Aise Placard Print Kiye Gaye Hai Jin Par Inn Members Ke Pictures Hai.

Bahrain Ke 14 February  Young Revolutionary Alliance Ne Bahrain Ke Alag-Alag Area Me Citizens Se Friday Ko Al-Khalifa Shasan Ki  Suppressive Policies Ke Khilaf Protest Ki Appeal Ki Hai.

Ye Aesi Halat Me Hai Ki Bahrain Ke Human Rights Center Ne Bataya Ki Aale Khalifa Shasan Ne July Ke 3rd Week Me 4 Bacho Ke Saath 30 Bahrain Citizens Ko Alag Alag Bahano Se Jail Me Bandh Kar Diya Hai.

Issi Tarha Jaari Hafte Me Bahrain Ke Alag Alag Cities Aur Villages Me 61 Peaceful Protest Hue Jinme 13 Protest Ke Khilaf Aale Khalifa Ke Soldiers Ne Zor Ka Istemal Kiya.

Bahrain Me February 2011 Se Revolution Jari Hai. Uss Waqt Se Ab Tak Bahrain Me Lagatar Mass Protest Ho Rahe Hai. Bahrain Citizens Al-Khalifa Shasan Ki Repressive Policies Khatam, Iss Desh Me Jatatrink Tarike Se Goverment Ka Formation, Political Reform Aur Political Kaidiyo Ki Azadi  Chahti Hai.

Al-Khalifa Shasan Ke Military, Saudi Arab Aur United Arab Building Ke Military Ki Madad Se Bahrain Me Shantipurn Protest Ka Daman Kar Rahe Hai.

For Reference.
http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76916

Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment