Thursday 2 July 2015

ISIL ISRAEL KE LIYE KHATRA NAHI.

Jhayoni Rule Tathakathi Atanki Se Struggle Ki Institution Ke Head Ne Is Baat Ko Mana Hai Ki Takfiri Atanki Group ISIL, Israel Ke Liya Khatra Nahi Hai.
Arab Press Ke Mutabik, Ethan Bin David Ne Kaha Ki Shia Pole Israel Ke Liye Danger Hai. Ye Pole Iran, Lebanon Ke Hijhbullah Aur Palestinian Ke Hamas Jaise Group Per Aadharit Hai. Unhone Ek Conference Me Kaha, “Is Khatre Ke 2 Aayam Hai, Ek Ideological Aur Doosra Practical. Ideological View Se Ye Group Apne Country Ke Against Dhyaan Focus Kiye Hue Hai Na Ki Israel Ke Against. Practical View Se Ye Group Israel Ki Border Ke Pass Maujood Hai. Ye Cheez Unhe Pass Ka Risk Dikha Hai Na Ki Dur ka Khatra.
Takfiri Atanki Group ISIL Ne Pichle Kahi Saalo Se Syria Aur Iraq Ke Alag Alag Areas Per Attack Kar In Countries Ke City Ko Tabah Aur Hazaaro Muslims Ka Mass Kiya Hai. ISIL Ke Atanki Ke Vajah Se 10 Lakh Log Beghar Hue Hai.
Malum Rahe Ki Iraq Aur Syria Me Security Forces Ke Haatho Clash Me Zakmi Hone Wali Takfiri Atanki Ka Israel Me Ilaj Kiya Jaata Hai. Is Atanki Group Ne Hamas Ko Destroy Karne Ki Dhamkee Di Hai Joh Jhayoni Rule Ke Against Struggle Me Front Line Me Hai.
For Reference. http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76141
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment