Saturday 4 July 2015

ISIL KE HAATHO BAHUT KIMTI HERITAGE TUTA..

Iraq Aur Syria Me ISIL Industrial Level Par Historical Relics Ki Lootmar Kar Raha Hai.
UN Ki Cultural Mamlo Ki Organisation UNESCO Ne Syria Aur Iraq Me Historical Residue Ki Loot Maar Ki Khaas Taur Par Gehri Chinta Jatai Hai.
UNESCO Ki Head Irani Bokova Ne Kaha Ki Iraq Ke Global Reputation Rakhne Wale Lagh-Bhag 10 Hazar Historical Places Ka 20% Hissa Puri Tarha ISIL Ke Haatho Loota Ja Chuka Hai Jabki Dusre Hazaro Places Ke Baare Me Kuch Pata Nahi Ki Wo Kya Ho Raha Hai.
Thursday Ko London Me Experts Ki Meeting Me BOKAVA Ne Kaha Ki Syria Me Bhi Kayi Historical Places Ki Wo Halat Ho Gayi Hai Ki Ab Wo Historians Ke Kissi Kaam Ke Nahi Rahe Hai.
UNESCO Ne Libiya Me Bhi Historical Places Ki Protection Ko Serious Tension Ka Topic Bataya Hai.
Syria Aur Iraq Me ISIL Ke Control Wale Area Me Zamin Ke Zada Precious Historical Place Maujud Hai.
For Reference. http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76199
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment