Saturday, 4 July 2015

WO AATANKI JISKE LIYE USA NE DIYA 30 LAKH DOLLAR KA PRICE...

Ye Aatanki Syria Me ISIL Ke Thikane Par USA Ke Air Attack Me Maara Gaya Hai. USA Ne Is Aatanki Ko Maarne Me Madad Karne Walo Ko 30 Lakh Dollar Ka Price Diya Hai.
USA Defense Minister Ne Syria Me ISIL Ke Bahut Bade Aatanki Commander Ke Maare Jane Ki Announcement Ki Hai. Ye Aatanki USA Ko Expected Tha Aur USA Ne Iske Liye 30 Lakh Dollar Ki Price Di Hai.
CNN Ki Report Ke Mutabik Tariq Bin Tahhar Faleh Alawni Al-harejhi Naam Ke Aatanki Saal 2014 Ke Beech Se ISIL Ke Liye Commander Ke Rup Me Kaam Kar Raha Tha Aur Uska Operation Room Syria Me Tha. Ye Aatanki Commander ISIL Ke Liye Paise Aur Fighters Ek Saath Karne Ka Kaam Karta Tha.
USA Foreign Minister Ke Mutabik Tariq Bin Tahhar ISIL Se Shuru Hi Me Jud Gaya Tha Aur Usne Saal 2013 Se Hi Aatankiyo Ko Syria Pahunchane Ka Kaam Shuru Kar Diya Tha. Turkey Border Region Ka ISIL Commander Appoint Kiya Gaya Tha. Harejhi Foreign Se Aane Wale Aatankiyo Ko Turkey Ke Border Me Soldiers Report Training Dete The Aur Fir Syria Pahuncha Dete The.
Harejhi Ne Kuch Dusre Aatankiyo Ke Saath Milkar Britain, Albenia, Denmark Se Aatankiyo Ki Help Ki. Harejhi Ne Saal 2014 Se North Africa Ke Desh Se Aatankiyo Ki Admission Shuru Kar Di Thi.
Saal 2013 Ke September Month Me Is Harejhi Ne Apne Organization Ke Liye Lagh-Bhag 20 Lakh Dollar Ki Paise Jama Kiya Tha.
24 September 2014 Ko USA Treasury Department Ne Harejhi Ka International Aatanki Announcement Kiya Tha.
For Reference. http://hindi.irib.ir/समाचार/item/76198
Jafferynews.com

No comments:

Post a Comment